Ayat "The verse that changed him"
अपने दोस्तों के साथ शेयर करें
पढ़ने योग्यता कस्टमाइज़ करें

Ayat "The verse that changed him"

स्टोरी नोट्स

They say college life is about freedom, friends, and the endless chase of dreams. For him, it was all about ego. For her, it was about purpose.

Alyaan Khan – the boy with everything but peace. He carried his father’s wealth like a crown and his pride like a sword. Loud laughter, flashing cars, fake smiles—his life was a celebration of emptiness. Everyone wanted a piece of him, but no one dared to see the scars hidden behind his arrogance.

And then there was Ayat Fatima – quiet, composed, and full of substance. She never needed the world’s attention; she carried her worth in her character, not her name. Rich, yet humble. Intelligent, yet soft-hearted. Religious, yet never judgmental. She was the calm breeze in a world too busy being a storm.

He was noise. She was silence. He lived to be seen. She lived to be understood.

Their worlds were never meant to collide… until they did. Not in a way movies romanticize, but in a way life often does—chaotic, unexpected, and painfully real.

This isn’t just a story of a boy who fell for a girl. It’s about a heart that had to break before it learned how to feel. It’s about a spoiled soul learning the worth of something money could never buy: respect, sincerity, and love rooted in faith.

And maybe… just maybe, it’s about how one Ayat became his turning point.

सारांश

She was calm waters. He was a raging storm. Ayat Fatima — soft-spoken, graceful, and deeply rooted in her faith. Her world was books, prayers, and a peace she guarded like treasure. Alyaan Khan — arrogance wrapped in green eyes, a name that carried weight everywhere he went. Girls lost themselves in his charm, but behind his smile lived a void no one dared to touch. When their paths crossed inside the same university walls, neither expected the other to matter. She wasn’t impressed by his shine. He wasn’t used to being unseen. But what happens when his storm keeps gravitating toward her silence… and her quiet heart starts to wonder if even the most restless souls can find home?

शैली
Romance
लेखक
InkedByStifi
स्थिति
एक महीने पहले
अध्याय
46
रेटिंग
n/a
आयु रेटिंग
16+

Introduction

Alyaan Khan’s Side

·Father: Sikandar Khan – Ameeri aur authority ka malik ek businessman. Sakht mizaj, mohabbat dikhane mein kamzor.

·Step-Mother: Nadia Khan – Polished aur status-conscious, care ka natak karti hai lekin asal mein sirf appearances maintain karti hai.

·Real Mother (Deceased): Farah Khan – Jab Alyaan chhota tha tab wafat ho gayi; uski kami ne Alyaan ke andar ek emotional khaali-pan chhod diya.

·Step-Brother: Zayaan Khan – 17–18 saal ka, hamesha Alyaan ke saya tale dab jata hai. Apni pehchaan aur tawajjo ke liye struggle karta hai.

·Closest Friend: Rehan Malik – Party aur masti ka saathi. Outgoing aur carefree, lekin dil ke kisi kone mein Alyaan ki zindagi se jalta hai.


Ayat Fatima’s Side

·Father: Imran Shah – Danishmand, simple aur izzat-daar businessman. Apni beti se mohabbat aur hifazat karta hai.

·Mother: Samreen Shah – Narm dil, graceful aur deen se juri hui aurat.

·Ayat – Ghar ki ek hi beti. Parents ki pyaari, lekin apne andaaz mein independent aur grounded.

·Best Friend: Hiba Ali – Loyal, supportive, hamesha halka sa tease karne wali, Ayat ki serious duniya mein roshni ban kar rehti hai.


Alyaan & Ayat

Alyaan Khan – 21

Ek toofan jo designer kapron mein lapeta gaya,

Har nazar mein arrogance likha hua.

Duniya kehti thi naseeb wala hai,

Lekin uska dil dooriyon ka maza chakh chuka tha.

Habit se extrovert, choice se baghi,

Alyaan wo shor tha jo sabke kaanon tak pahunchta tha…

Magar koi uske andar ki khamoshi sun’na nahi chahta tha.

“Sab meri shine dekhte hain, magar mere saaye ko chhoone ki himmat kisi mein nahi.”

Aur phir… woh.

Na muskaan jo desperate thi, na mask jo paint kiya gaya ho.

Sirf woh shaant aankhen jo uske naam ke aage jhuki nahi,

Aur ek khamoshi jo uske arrogance ko bohot zyada buland kar deti thi.

Pehli dafa, uski beparwahi ne usay hila diya — na is liye ke usne use reject kiya,

Balki is liye ke usne usay apne khud ke tasawar par sawal uthana sikhaya.


Ayat Fatima – 19

Shor bhari duniya mein ek shaer ki tarah khamoshi ka misra,

Aankhon mein samandar, qadam phool ki os jaisay halkay.

Ameer gharana zaroor tha, lekin uska dil kabhi sona ka ghulam nahi bana —

Woh insaan ki keemat insaaniyat se tolti thi, na ke maal se.

Nature se introvert, aqal aur soch umar se bohot aage.

Ayat wo khamoshi thi jo sabse tez goonjti thi.

“Maine kabhi duniya ki taaliyan nahi maangi, sirf woh sukoon jo sachai ke sath aata hai.”

Aur woh…

Wo larki thi jo us shor se door rehti thi,

Jis duniya ko Alyaan jala kar roshan karta tha.

Uski pride ek chaadar thi, uski arrogance ek naqaab.

Lekin Ayat ne dekha — us pride ke peechay ek ladka tha…

Na burra, na bad; sirf ek aisa insaan jo khali taaliyon ke echo mein kho gaya tha.

Woh abhi usay admire nahi karti thi — abhi nahi.

Magar dil ke ek kone mein, usne socha:

Kya arrogance sirf ek shield hai… ek dard se bhare hue dil ka?


Zayaan & Hiba

Zayaan Khan – 18

Ek shor wale ghar ka khamosh saya,

Bhai ki fame ke echo mein dabta hua.

Narm aankhen, halka lafz,

Magar dil jo sirf dekha jana chahta tha, compare nahi.

Woh thanda nahi tha — sirf bhool diya gaya tha chamakdar naam ke peechay.

“Woh aisi aawaaz thi jo main chhupna nahi chahta tha,

Hansi jo mazaak nahi banati thi, aankhen jo judge nahi karti thi.

Duniya ki bekaar goonj mein,

uski aawaaz ek sur thi jo mujhe meri khamoshi mein bhi dekh leti thi.”


Hiba Ali – 19

Har khamoshi mein ek shola,

Muskaan jo duniya ko challenge karti thi ke boring na banayen.

Playful aur bold, lekin us hansi ke neeche ek caring dil chhupa tha.

Wo roshni thi un logon ke liye jo andheron mein jeetay thay.

“Woh ladka sabse zyada baat nahi karta tha,

Lekin uski khamoshi ankahe qisse chhupaye baithi thi.

Us mein ek sukoon tha, ek mystery jo bheed ko parwaah nahi karti thi…

Aur meri har mazaak ke darmiyan,

main bas uski asal kahani sun’na chahti thi.”

InkedByStifi को बताएँ कि आपको यह चैप्टर कैसा लगा!

सबसे नए कलेक्शन

लोकप्रिय कलेक्शन