Chapter 1
• HELLO READERS HERE IS CHAPTER OF " HAWAAS KI SAAYA "
• IT'S DIFFERENT FROM MY OTHER STORY IF YOU READ MY OTHER STORIES TOO
• IT'S A HISTORIC BASED STORY
• CONTAIN:- BLACK MAGIC,MURDER, VIOLANCE, MATURE CONTACT HIGHLY IN SOME PARTS
...................~~~~~~~~.................
1835s century
बहु मनोरथे साजू अभिसारे पेहेनु सुनील बेस
काजर नयाने सलाज बयाने कुसुमे सजानु केस
सखी हम मोहन अभिसारे जावूँ
बोलो हम एतक सुख काहाँ पावूँ
Location: India, udaipur
When India was under British control
But there were some places which were not the part of that......
~~~~ MAHAVIRGARH ~~~~~
Shivani was dancing in front of lord krishna
Wearing a lehenga with bell anklets in her legs
Music was playing with the rhythm
A voice come from other side
" Bohot khub bhabhi sa "
Shivani turns and stop the dance "ap yaha "
Rajveer (younger brother of Surya) smile and said "apse Milne aye hai"
Shivani come towards Rajveer "wo nahi aye"
Rajveer " wo kon? Bhai sa! nahi aye"
Shivani " to aj konsi kahani sunayenge Hume dever ji "
Rajveer "bhooto ki "
Shivani " to sunaiye phir "
Rajveer " ye kahani hai bohot saal purani shishgarh naam ka ak rajye tha .. us rajye ka samrat the Thakur's us gaon main ak amir zamindar ki ladki ki shaadi hone wali thi thakur parivaar ke sath phir uske kudmayi wale din thakur parivaar ke sabse bare kumar ke chotti beti ke pati yani ki jamai sa ki nazar us ladki ki taraf pari bohot gandi Nazar thi uski us ladki par thakur o ki jamai ka neyat karab thi
Nasha or mandi me ana Jana lagahi rahta tha
Phir shaadi ke do din baad thakur sahab ke bete kuwar sahab yani ki us ladki ka pati kamse jaynagar (now Kolkata) Gaya tha..... Phir us raat jamai sa us ladki ke kamre me Gaya or us ladki sath jabar dasi ki or wo ladki ko adha lash bana ke chor diye ladki ki sashe chal rahi thi or uske sarir se Koon nikal raha tha
Thakur parivaar ne ladki ko "randi"(slut) bolkar ak kamre me band kardiya na hi khana Diya na Pani
Us haat se ki 2 din bad kuwar sahab jaynagar se wapas aye or
Us din raat hi us ladki ne aatmhatya karli ya hatya Hui koi nahi janta "
Shivani :- "wo jamai sa kitna be rhem hai or thakur parivaar bhi kaise ladki par yakin nahi ki
par insab me bhoot Aya kaha se"
Rajveer:- "bata ne to dijiye bhabhi sa
Phir kya hua "
Shivani:- "bataiye phir kya hua"
Rajveer:- "ye baat to gao walon ne phelai or asli baat to sirf thakur gharane me hi dab gai is kahani adhuri hai sachai hi badal Gayi
Avisherp ka koi zikr nhi hu"
Shivani:- "kaisi sherp??"
One of maid said "rani sa apko bula rahi hai RAJVANSH sahab "
Rajveer said "hum abhi ate hai bhabhi sa"
Shivani said" thik hai "
At raj garana
Rani sa :- " Rajveer ji ap is wakt yaha koi samasya hua hai ya koi bhul Hui hai humse pareshani ki koi baat nhi hai na Hukum thik to hai na"
Rajveer:- " hai rani sa sab kushal hai hum hamare bhabhi sa se milne aye the "
Rani sa:- " Pratapgarh me sab thik to hai na so humse kuch chupa to nahi rahe na "
...................~~~~~~~~.................
• PLEASE SUPPORT THIS STORY
• SHOW YOUR ALL WISHED AND LOVE TO THIS STORY
Vote , comment
Enjoy the music 🎶 with the chapter
Next part will update soon









