Chapter 6
Meera said yes I am sure
Vihan ne sbke samne Meera ko kaha ki agr tumne mujse Sadi kri tbhi ea ashram me in bcho ke nam krunga
Meera ea sunkr hairan thi coz vihan chahata to bs usko case chorneke liya force kr skta tha but usne sadi ke liya keu bola Vihan Meera ko bolta he take it time princess aj rat 10 bjnese phele mujhe mera jwab chahiya
Ea bolkr vihan vha se chala jta he
Sb log shocked the Meera gheri soch me thi wo bcho ki trf dekh rhi thi
Vihan in his car wo khud soch rha tha usne Meera se sadi ke liya keu pucha
Vihan ne apne ap ko smjhaya ki ye sb bs us ldki ko sbk sikhaneke liya jisne merese virneka himmat kiya Pr use ea nhi pta tha ki ehi revenge ekdin uski jindagi bdal kr rkh degi .......















