Chapter 1 siyah Alfaz
_Neem ki kalam. Siyah roshnai._
_Daud Shah ne diary kholi. 16 naam kaat chuka tha. 17th likha: "Emaan"._
_Neeche likha: "Jurm = Sach bolna."_
_"Saza = Khamoshi."_
_"Waqt = Aaj raat 2 bajay."_
_Par jab wo Emaan ke kamray mein dakhil hua..._
_Wo soti nahi thi. Jaag rahi thi. Kalam haath mein._
_Apni diary mein likh rahi thi: "Wo aa gaya. Siyah alfaaz wala."_
_Daud ke haath kaanp gaye. Pehli baar._
_Emaan muskurayi. Boli: "17th shikaar banna hai ya 1st baar jeetna hai, Daud Shah?"_
_Baher azaan hone lagi._
_Andar kalam gir gaya._