Untitled StoryHum Bhoot Nahi — Baaton Se Nahi, Laaton Se Maante Hain”
Share with your friends
Customize readability

Untitled StoryHum Bhoot Nahi — Baaton Se Nahi, Laaton Se Maante Hain”

Uma

This story contains themes of: depression

All Rights Reserved ©

Story Notes

horror,hinlgish,read if u know hindi and english

Summary

Ek purani haveli mein bhoot samaj ki meeting hoti hai, jahan unhe ek khatarnak mission diya jaata hai—andar chhupe bure logon ko dhoondhna aur unhe darr ke zariye khatam karna. Jaise hi zyada tar bhoots haath utha dete hain, teen unke khilaaf khade ho jaate hain. Iss faisle ke saath shuru hoti hai ek aisi kahaani jahan sach, darr aur dhokha ek hi saath ubhar kar aate hain.

Genre
Horror
Author
Uma
Status
7mo ago
Chapters
1
Rating
n/a
Age Rating
13+

Chapter 1

Hum Bhoot Nahi — Baaton Se Nahi, Laaton Se Maante Hain”

(rap intro)(rap the song with aisa main shaitaan song)

Tumhe kya lagta hai, hum kya karte hain?

Haan, hum baatein bahut karte hain,

Par tumhe satate bhi hain.

Tumhare sar ke andar ghuskar, maut se darayenge,2x

After all, hum Yamraj ke hi toh bhai hain.

Tumhare sapne kharab karenge,

Tumhare sar mein mandrayenge,2x

Hum Bhoot Nahi — Baaton Se Nahi, Laaton Se Maante Hain.

Scene 1

haveli me bhoot smaj ki charcha chal rahi

Singhasn 1: Sanjay aur unki ,biwi chameli- jinhe dekh ke tantrik bhi bolte hai bhai bolte hai bhayi rehne do

Singhasn 2: don aur con, naam sunte hi log aadhi raat ko kambal odh late hai

singhasn 3:kamriya aur bunty, pyaar se bulate hai jaan , gusse me bulate hai yamraj

Sanjay: Bhoot smaj ke bhooton, hame Yamraj ne Bhot important task diye hai

Chameli: wo task hai ki hame is mahine at least 100 humans ko darke marne hai ham unke dimag ko aapne ko aapmarne ke liye nahi manipulate kar saakte

Don:par hum kisi aur ko manipulate kar sakte hai jis me thoda saame lagega

Con: Ham unhe bhanyk saapno se maar nahi saakte kyuki phir unke din bure jaane chahiye ,

Bunty: aur jo log marne chahiye wo hone chahiye “jo dikhte kuch aur hain, hote kuch aur”

Chameli: Wo koi bhi ho sakta hai, par hum har kisi ko nahi chunege sirf unhe

jo bahar se normal dikhte hain… par chupkar andhera failate hain.”

jo bahar se normal dikhte hain… par chupkar andhera failate hain.”

most of the bhoots raise their hands , they are ready to find the demons , hiding secretly ,

ek bhoot: mere pass list hai me college aur school me spy kar raha tha

dusra Bhoot: me workplace ki spying kar rahi thi

Tesra bhoot : me ghar me spy kar raha tha

Zyada tar haath upar uthte hain,Kuch dheere kuch bina sochePar 3 haath neeche rehte hain, con ki nazar turant unpar tik jaati hai.

“Tum teen… problem kya hai?”

Haveli ka mahaul achanak thanda pad jaata hai…

jaise andhera aur gehra ho gaya ho.

Aage kya hoga, comments me guess karo

Continue reading in the app

Scan the code to open this book in the Inkitt app and keep reading on your phone.

Let Uma know what you thought about this chapter!