Chapter 1
Shayed barish ho rahi thy ya tho bella apni khudh mai nahi thi bahr a kar apni dadi sy kaha dadi kitni khoobsoorat barish ho rahi hai dadi : khuda gharak karhai usi jis
nay iss masom ki halat asi ki hai Bella hush mai aayi Bella: dadi mai soonai jarhai hoo app ni apni dawaya kali Dadi: haa kali hai beta thum soo jawo Bella soni keleyi jati hai
……..
…….
……. ……. Bella khwab deknai laghi wo chekhai wo awazai pher sai sun nai laghi bella uth kar ronai laghi Bella : dadi ye kab tak hoga mai sukoon ki nend sona chahti ho mai aur nahi sehh sakti yeh chikhai yeh awazai mujhy sonai nahi daty. Dadi : beta bul jawo jo kuch bhi hoya tumhari tabeyat roz ba roz kharab hoti hai tum bol kyu nahi jatai issai Bella : dadi wahi tho kar rahi ho maghr nahi bhool sakhty …………………………………………………………..
















