The choices we make ~ family or love ( phase 2 )

All Rights Reserved ©

Summary

The phase 2 of the choices we make Mafia ~ revenge ~ marriage traumas ~ baby's innocence ~ love in air

Status
Ongoing
Chapters
8
Rating
5.0 2 reviews
Age Rating
16+

Chapter 1 : who is the real killer ? 🤔

Mihir : lekin me sach bol raha hu shourya ( to reyansh ) : dheko meri laado ke sath kuch mat karna me ...me ( shivi ke head per apna hath rakhta hai ) : " me moonlight ki kasam kha ke kheta hu ki mene kuch bhi nahi kiya aur ye sab mera plan nahi tha "

Reyansh ( thodi der ke liye chup ho jata hai )

Aathrav : aap shivangi bhabhi ki Kasam to jhuti nahi kya sakte

Reyansh : matalab ye tumne nahi kiya to phir ye sab kiya kisne ?

Mihir : me bhi wahi soch raha hu agar me nahi to kon ?

Aathrav : aab iska jawab to mishka hi de paegi

Reyansh : haa to jao usko yaha leke aao

Shourya : usko yaha leke aani ki kya zarurat hai me usse aram se...

Reyansh : bilkul nahi tum to usse dur hi rahoge jab tak mujhe mera jawab nahi jata ki aaru aur ansh ke sath essa kiya kisne

Shourya ( he stands there quietly )

Reyansh ( to aathrav ) : jao mishka ko leke aao

Aathrav : haa bhai

Mihir : aram se leke aana meri laado ko 🥺

Aathrav : don't worry mihir bhai hum kisi ke jese nahi hai hume pata hai ki ladkiyon ke sath kese behave karna chaiye ( left )

Reyansh : abhi tak to humne kuch kiya nahi lekin agar 1 hour me mujhe pata nahi chala to me zarur se kuch karunga

Mihir : dheko me manta hu laado ne galat kiya...

Reyansh : crime kiya hai !!

Shivangi : hamari laado ne essa kiya hoga to zarur se usko kisi ne blackmail kiya hoga wo apne man se essa nahi karegi

Reyansh : aab wo to mishka yaha per aaegi phir hi hume sach ka pata chalega

Shourya ( mihir ke pass jata hai ) : sasur ji apko to pata hi hoga na ki to please sach bata dijiye mishu ye sab handle ...

Mihir : mujhe pata hota to me meri laado ko ye sab karne hi nahi deta mujhe pata hai agar me reyansh yaa uski family ko target karunga to mere liye acha nahi hoga

Shourya : hmm

Ruhan ( He was sitting quietly to the side ) : oho yaha to kitna noice ho raha hai ( aayan ke pass jata hai ) : dadda...

Aayan : hmm bolo

Ruhan : mujhe yaha maza nahi aa raha chalo na hum bahar jate hai khelne

Aayan ( looking at ruhi ) : thik hai chalo ...

( Wo ruhi aur ruhan ko leke waha se jane lagta hai )

Reyansh : ruko jab tak mujhe sach ka pata nahi chal jata tab tak yaha se koiy bahar nahi jaega

Ruhan : but mujhe khelne jana hai

Reyansh : yaha khel lo

Ruhan : okayy to aap khelo mere sath ( he walks up to reyansh and throws the ball toward him ) : catch...

Reyansh ( catch kar leta hai ball ko ) : 🤨🤨

Ruhan : good aab aap mujhe do me catch karunga 😗

Reyansh ( to his man ) : ye ball lo aur ruhan ko garden side leke jao khelne ke liye

His man : okay sir ...( to ruhan ) : chalo me apke sath khelta hu

Ruhan : kyuu ( to reyansh ) : aap dar gaye mujhse ?

Reyansh : 😐😐

Ruhani : ruhan essa nahi puchte jao tum uncle me sath khelo

Ruhan : Okie mumma ( left )

Aathrav : bhai mene call kar diya hai mishka abhi aati hi hogi

Reyansh : hmm bs pata chal jaye ki kisne kiya hai usko me chorunga nahi 😠

Mihir : me bhi lekin meri laado ko kuch mat karna please

Reyansh : sochunga

Mihir : 🥺🥺

At hospital side

Naina : mummy mujhe unse milne jana hai hai

Reyana : jana to mujhe bhi hai beta lekin ye log Jane nahi denge

Naina : esse kese hum unki family hai hum to jaa sakte hai

Rajveer : of course tum jaa sakti ho naina...me baat karta hu aaditya se

Naina : hmm 🥺

Rajveer ( aaditya ke pass jata hai ) : aaditya

Aaditya : haa bolo veer

Rajveer : naina ko ansh se milne jana hai to wo...

Aaditya : kya fayda ansh kuch response hi nahi de payega usse achaa wo bahar wait kare

Rajveer : uska bohot man hai wo pregnant hai atleast usko to ansh ke pass Jane do kya pata wo response kare

Aaditya : thik hai wo jaa sakti hai but ansh itni jaldi response nahi karega ... excuse me mujhe ek aur pateint ko check karne Jana hai ( left )

Ishan : ansh bhai ko hosh me aana hi padega 🥺

Rajveer : tum tension mat karo ishu ansh ko jald hi hosh aa jaega

Ishan : hmm chachu

Rajveer ( naina ke pass jata hai ) : naina jao ansh se mil lo tum

Naina : sach me 🥺

Rajveer : haa haa jao lekin wo kuch sun yaa bol nahi sakta

Naina : 🥺🥺

Reyana : naina bhale hi ansh response nahi kar sakta lekin Dil ki bate humesha dil tak pahuchi hi hai

Naina : hmm mummy 🥺

Reyana ( wipe her tears ) : andar jake eona nahi hai beta

Naina : jii ( andar chali jati hai )

Reyana : bs mere bete ko hosh aa jaye

Rajveer ( in mind ) : aur waha reyansh ko sach ka pata chal jaye phir shourya ko wo kuch nahi karega

At mihir house

( Reyansh ki aadmi mishka ko waha leke aate hai )

Shourya ( he starts walking toward mishu after seeing her )

Reyansh ( He steps in between ) : thodi der phele tum mere aur mishka ke bich aaye the aab meri baari ...dur khade raho

Shourya ( he steps back two steps without saying anything )

Reyansh ( to mishka ) : aab tum samne se bataogi yaa phir me apne tarike se pata karu

Mishka ( She doesn’t say anything )

Mihir : laado jo bhi sach hai please bata do aab aur sach chupa ke koiy fayda nahi

Shivangi : haa laado bata do jo sach hai wo

Mishka : 🥺🥺

Shourya : mishu tum koiy galat kaam kar hi nahi sakti phir ye sab kyu kiya

Mishka ( still she remained silent )

Reyansh : chup rehne se kuch nahi hoga aaj to tumhe bolna hi padega

Mishka : mujhe kuch nahi pata

Reyansh : to tumne ye sab kyu kiya tumhari to aaru aur ansh se koiy dushmani bhi nahi hai

Mishka : 🥺🥺

Reyansh ( shouts ) : bolo ...

Mishka : 😣😣

Mihir : aram se reyansh meri laado dar rahi hai

Reyansh : itna sab kuch kar diya tab dar nahi laga aab dar ke kya fayda ( to mishka ) : kuch bologi tum yaa phir me apni par aa jau

Mishka ( still remains silent )

Aathrav : bol do mishka ...tum sach bata dogi na to hum tumhe kuch nahi bolenge tumhari sari galti bhi maaf kar denge

Reyansh : haa bs mujhe wo naam chaiye ki kon hai iske piche

Mishka : mujhe nahi pata

Reyansh : thik hai ( uska hath pakadta hai ) : aab me apne tarike se pata karunga

( After saying this he grabs her and takes her toward a room )

Mihir ( He goes to stop her but reyansh’s men stop him instead )

Mishka : 😣😣

Mihir : ye kya kar rahe ho reyansh meri beti hai wo...

Reyansh : aaru bhi meri hi beti hai uske sath bhi galat hua na aab tumhari beti ko bari

Mishka : 🥺🥺

Mihir : 😨😨

Shourya : nahii aap essa nahi kar sakte ...

Shivangi : nahi please ( to mishka ) : laado bata do na ki kiske kehne per ye sab kar rahi thi tum

Mishka ( abhi bhi kuch nahi bolti )

Mihir ( to aathrav ) : tum kya khade ho roko na reyansh ko wo meri beti ke sath kya karne wala hai ?

Aathrav : me rokta hu aap tension mat karo

( Reyansh takes mishu into a room and aathrav also comes into that room )

Aathrav : bhaii...

Reyansh : door lock karo

Aathrav : suniye to

Reyansh : lock karo aathrav

Aathrav ( door ko lock kar deta hai )

Reyansh ( looking at mishu )

Mishka ( She was scared ) : 😣😣

Reyansh ( He starts walking toward her )

Aathrav : bhai zaruri nahi ki jo aaru ke sath hua hum wo mishka ke sath kare mana ki isme bohot galat kiya hai lekin hum bhi galat karenge to isme aur hum me kya farak reh jaega

Reyansh : pata hai ( He calmly sits beside mishu ) : dheko mishka me bhi ek beti ka baap hu aur ek beti ka baap kabhi kisi aur ki beti ke sath galat nahi karega

Mishka : 🥺🥺

Reyansh : mujhe sirf wo naam bata do me promise karta hu me tumhe yaa uss insan ko kuch nahi karunga

Mishka : mujhe nahi pata

Reyansh : tumhe nahi pata lekin tumhare ghar me kisi ko to pata hi hoga na

Mishka ( kuch nahi bolti )

Reyansh : tumne uss insan ka sath diya to aab thoda sa sath mujhe bhi de do

Mishka ( She looks at him )

Reyansh : kuch nahi karna tumhe bs zor se chillana hai bahar jitne bhi log hai usko lagna chaiye ki tumhe dard ho raha hai ( to aathrav ) : belt

Aathrav : haa ye lijiye

Reyansh : tum bahar jao waha koiy sach bataye to mujhe bata dena

Aathrav : okayy bhai ( left )

( Phir wo bahar aa jata hai )

Mihir : kya hua tum bahar kyu aa gaye ?

Shourya : aap mishu ko andar akela chor ke bahar kyu aa gaye

Aathrav : sorry lekin me kuch nahi kar sakta jab tak mishka uss insan ka naam nahi bata deti tab tak ye door nahi khulega

Mihir : 🥺🥺

Reyansh ( belt leta hai ) : ready mishka ?

Mishka ( nodded in yes )

Reyansh : good ...

( Then he picks up the belt, hits it hard on the bed beside him and looks at mishu )

Mishka ( She lets out a fake scream as loudly as she can )

Reyansh : again hit !!

Mishka ( screams louder )

Mihir ( Hearing her voice, he gets scared and rushes to save her ) : laado ...

R's man ( he hold him back)

Mihir : 🥺🥺

Shourya : mishuu 🥺

Shivangi ( crying ) : laado ...

Shourya ( to aathrav ) : roko na aap chachu ko please

Aathrav : sorry i can't

Aayan ( He looks at Ruhi )

Ruhi ( She was already looking at him ) : 🥺🥺

Reyansh : again hit harder !!!

Mishka screams louder !!

Shourya : yaha kisi ko nahi pata ki wo insan kon hai to ye sab karke kya fayda

Aathrav : kisi ko to pata hi hoga shourya jitna jaldi bol de utna mishka ke liye acha hai

Mihir : are nahi pata humne ye sab nahi kiya please meri laado ke sath essa mat karo

Shivangi : haa aathrav agar hume pata hota to hum tumhe bata dete na 🥺

Shourya : wahii to agar mishu ko kuch hua na to me ..me ...

Aathrav : jab aaru ke sath hua tha tab to tum chup the tab uske liye stand kyu nahi liya tumne ?

Shourya : 🥺🥺

Aathrav : agar mishka tumhari wife hai to aaru tumhari behen hai

Mishka again scream !!

Mihir & shivi : 🥺🥺

Aayan ( suddenly speak in between ) : aathrav bhai me batata hu ki wo insan ko hai please mishu ko dard mat dijiye...

Aathrav : tumhe pata hai ?

Aayan ( nodded in yes )

Mihir : tumhe pata hai aayan to itni der se chup kyu the ?

Aayan ( kuch nahi bolta )

Mihir ( to aathrav ) : aab ye sab bata dega tum reyansh ko roko na jaldi

Aathrav : ji bhai

( Then he messages reyansh that he is ready to tell aayan the truth )

Reyansh ( ruk jata hai ) : chalo bahar aayan sach batane ke liye ready hai

Mishka : 🥺🥺

( Then he opens the door and comes outside )

Mihir ( Breaking free from reyansh’s men he goes to mishu ) : laado kaha hai

Reyansh : aa rahi hai

Mishka ( bahar aati hai )

Mihir ( hold her ) : laado tum ...( He looks at her from head to toe ) : tum to bilkul thik ho

Mishka : hmm

Reyansh : me ladkiyo per hath uthane walo mese nahi hu mihir

Mihir : 🥺🥺

Shourya ( wo bhi mishu ke pass jata hai ) : thik hona mishu tum

Mishka : haa

Reyansh ( aayan ke pass jata hai ) : haa to batao kon hai wo insan

Aayan : wo...wo...

Mihir : bolo jaldi jiske liye meri laado ne essa kaam kiya usko to me bhi nahi chorunga

Aayan ( He glances at ruhi once ) : " bhai sa wo insan aur koiy nahi balki me hi hu "

Mihir ( hell shocked ) : 😨😨

Shivangi : tumne ...🥺

Aayan : sorry bhai sa wo sab mujhe papa ki jaan ka badla lena tha to mene hi mishu ko bola tha ye sab karne ke liye mene usko force Kiya tha iss liye usne meri help ki

Reyansh : badla ...jo baat aaj se 24 saal phele khatam ho gaiy thi wo baat aaj laane ki zarurat kya thi aur uska badla meri bacho se kyu liya 😠

Aayan : 😓😓

Mihir : ye sab karne se phele ek baar baat kar lete mujhse to me samjata tumhe ki ye Jo bhi kiya wo galat hai

Aayan : sorry bhai sa...

Reyansh : kyaa sorry...sorry bolne se sab thik ho jaega abhi mera beta coma me hai tumhare sorry se usko hosh aa jaega kya

Aayan : 😥😥

Reyansh : sorry bolne se kaam nahi chalega tumhe tumhare papa ke liye ye sab kiya na to aab tum bhi unke pass hi jao

( After saying this, he takes out his gun and points it at aayan’s head )

Aayan : 😖😖

Ruhi : 🥺🥺

Shivangi ( She steps in front of Aayan ) : ek min reyansh ...

Reyansh : bich se hat jao Shivangi

Shivangi : mujhe bs aayan se kuch puchna hai ek baar please

Reyansh : thik hai

Shivangi ( to aayan ) : aayan tum apne bhai sa ko bataye bina itna bada step to karoge nahi aur wo bhi papa ke liye to nahi kyuki tumhe bhi pata hai ki wo galat the agar tumhe bachana hota to ussi time bacha lete 24 saal baad tum unka badla nahi lete

Aayan : 🥺🥺

Shivangi : ye sab tumne nahi kiya abhi bhi kuch sach hai jo tum chupa rahe ho bata do hume

Mihir : bata do aayan ruhan abhi chota hai uske bare me to socho

Aayan : ruhan ke bare me soch ke hi me sach nahi bata raha hu bhai sa

Reyansh : tumne nahi kiya na to phir me tumhe nahi marunga kyuki mujhe ussi insan ka naam chaiye jisne ye kiya hai

Aayan : me samne se bol raha hu ki ye sab mene kiya hai aap mujhe maar do aur baat ko yahi per khatam kar do na

Reyansh : esse kese abhi to khel shuru hua hai itni jaldi khatam thodi na karunga

Aayan : 😓😓

Reyansh : tum tumhare bete ke liye jhut bol rahe hona aab tumhare bete ko bachane ke liye tum khud apne muh se sach bologe

Aayan : matalab ?

Reyansh ( to his man jo ruhan ke sath khel raha tha ) : ruhan ko utha lo aud hamare sath leke chalo

Aayan : nahi nahi ...

Ruhani : nahii 🥺

Reyansh : jab tumhara man kare mujhe naam bata dena aur apne bete ko mere pass se leke jana tab tak me uske sath...

Aayan : dhekiye wo to hum sabse chota hai usko to ye sab se Lena dena bhi nahi hai

Reyansh ( to shourya ) : mishka ko leke ghar aa jana warna veer ko hurt hoga

( After saying this aathrav and his men leave from there taking ruhan with them )

Shourya ( to mishu ) : chalo mishu

Mishka : wo ..ghar...

Shourya : don't worry koiy kuch nahi bolega tumne khud se ye sab nahi kiya aur khud bade chachu ne bola na to chalo

Mishka : hmm

Mihir : nahi jab tak sab sort out nahi ho raha aur ansh ko hosh nahi aa jata tab tak laado hamare sath hi rahegi

Shourya : aap kyu tension le rahe ho sasur ji me huna

Mihir : wo ghar reyansh ka hai uska raaj chalta hai tumhara nahi

Shourya : abhi tak to mene mishu ko kuch hone nahi diya na bs phir ( mishu ka hath pakadta hai ) : chalo mishu

( Aur usko waha se leke chala jata hai )

Mihir ( aayan ki taraf dhekta hai ) : abhi bhi wo moka de raha hai bata do jitna jaldi ho sake utna ( left )

Shivangi : aayan

Aayan : bhabhi sa me nahi bata sakta

Shivangi ( ruhi ki taraf dekhti hai )

Ruhi ( nodded in no )

Shivangi : thik hai phir tum dono ko jo sahi Lage wo karo ( left )

Reyansh side

Ruhan : hum kaha ghumne jaa rahe hai 😃

Reyansh : ghumne nahi jaa rahe tum kidnapped hi chuke ho

Ruhan : kidnapped ...to mere mumma dadda kaha hai ?

Reyansh : aab tum usne nahi mil sakte

Ruhan : kyuu 🙁

Reyansh : bola na tum kidnapped ho gaye ho chup chap bethe raho...

Aathrav ( cut in between ) : dheko ruhan abhi santh hoke chup chap beth jao okay

Ruhan : aap itne ache chachu ho lekin ye ...ye kitne gande hai

Reyansh : 🤨🤨

Ruhan ( to reyansh ) : bachapan ke school nahi gaye the kya aap ? Teacher ne apko nahi sikhaya ki chote aur cute bacho se kese baat karte hai 🤨

Reyansh : iski...

Aathrav : bhai nahii ( to ruhan ) : beta ye lo tum cartoon dheko

Ruhan : me cartoon nahi dhekta Me chota nahi hu

Aathrav : achaa to kya dhekna hai apko ?

Ruhan : korean drama lagao wo dhekunga ...

Reyansh : 😑😑

Aathrav : 😦😦

Ruhan : jaldii...

Aathrav : haa haa ye lo ( He opens his drama on the phone and hands it to him )

Reyansh : ansh ko hosh aaya ?

Aathrav : nahi bhai abhi tak to nahi aaya lekin naina usko milne gaiy hai andar

Reyansh : achaa

At hospital

Naina ( She goes inside the OT looks at ansh quietly and tears well up in her eyes ) : apko pata hai na sab bahar kitne pareshan hain… sab apka wait kar rahe hai

Naina ( She sits on the stool beside him and holds his hand ) : mujhe nahi pata tha ki me apko hamare baby ki good news esse dungi aapko ye baby chaiye tha na to uthiye na please 🥺

Naina ( hold his hand tightly ) : aaj wese bhi me mere papa aur bhaiya ko kho chuki hu aab me apko khona nahi chahti

Nurse : ma'am sir koiy response nahi de payenge wo apki bate bhi nahi sun sakte

Naina ( gently uska face pakadti hai ) : mujhe pata hai lekin kuch bate dil se dil tak jati hai usse sunne ke liye dimag ki zarurat nahi padti

Nurse : 🥺🥺

( Then she sits there like that for a while without saying anything just looking at him )

Reyansh side

Aathrav : bhai hospital aa gaya

Ruhan : hospital...

Reyansh ( to his man ) : tum iska dhyan rakho hum aate hai

Ruhan : huhh mujhe bhi apke sath nahi aana gande chachu

Reyansh : 😑😑 ( hospital ke andar chala jata hai )

Aathrav ( to ruhan ) : beta aap masti mat karna aur ess uncle ke sath hi rehna

Ruhan : okiee achee wale chachu 😗

Aathrav ( wo bhi andar jata hai )

Reyansh : sweetheart...

Reyana : reyansh...🥺

Reyansh ( uske pass jata hai ) : abhi tak ansh ko hosh nahi aaya ?

Reyana : nahii 🥺

Reyansh : koiy baat nahi wo jaldi hi hosh me aa jaega

Reyana : hmm

Rajveer ( to aathrav ) : shourya kaha hai ? aur waha kya hua ?

Aathrav : veer bhai wo ye sab mihir bhai ne nahi kiya tha

Rajveer : to kisne kiya ye sab ?

Aathrav ( sab kuch usse batata hai )

Rajveer : iska matalab aab aayan jab tak bataega nahi tab tak ruhan hamare pass rahega

Aathrav : haa bhai

Rajveer : aur shourya...wo kaha hai ...wapas farmhouse chala gaya ?

Aathrav : nahii wo mishka ko leke hamare ghar gaya hai

Rajveer : hamare ghar ...

Aathrav : haa bhai don't worry aab uska gussa bhi santh ho gaya hai

Rajveer : hmm 🥺

Naina ( She comes outside and sits beside Reyana )

Reyana : naina...

Naina ( started crying ) : mummy wo kuch ... bol hi nahi rahe... movement bhi nahi ...kar rahe hai

Reyana : don't worry thoda time lagega but wo thik ho jaega

Naina : jii 🥺

Aaditya : bohot raat ho gaiy hai to aab aap sab yaha nahi ruk sakte sirf ek hi family member ruk sakta hai

Reyansh : hum to yahi per rukenge jab tak ansh ko hosh nahi aa jata tab tak

Aaditya : hospital ke kuch rules hote hai reyansh

Reyansh : ansh ki safety ka sawal hai hum koiy compromise nahi kar sakte

Aaditya : hamare yaha bhi safety hai

Reyansh : kya bharosa raat ko kuch ho jaega to

Aaditya : 😑😑

Aathrav : bhai me huna me yaha ruk jata hu phir to aapko koiy tension nahi hogi na

Ishan : papa aap subhe se yaha waha bhag rahe ho aap ghar jaiye me yaha rukta hu

Aathrav : thik haii

Reyansh : lekin phir bhi mere aadmi yaha rahenge

Aaditya : nahi wo allow...

Reyansh : me tumhari permission nahi le Raha bata raha hu ( to ishan ) : kuch bhi to call kar lena chalo sweetheart

Reyana : hmm naina chalo

Naina : hmm 🥺

( Then only ishu stays there with ansh while everyone else leaves for home )

Ruhan ( Seeing reyu, he goes over to her ) : chachi...aap ye gande chachu ke sath kya kar rahe ho ?

Reyansh : phir se bole tum...

Reyana ( She signals him to stay quiet ) : beta essa nahi bolte sab ache hai

Ruhan ( in low voice ) : aaj kal ki wife apne husband ko kitna support karti hai me bhi meri wife ko esse hi support karunga

Naina ( She was sitting beside Ruhan ) : 🥺🥺

Ruhan : aap kyu ro rahi ho didi

Naina : kuch nahi beta aap aram se betho

Ruhan : okiee 🙁

At house

Vanya : mummy mishka didi ne sach me ye sab kiya hoga ?

Maira : mujhe nahi lagta mishka essa kuch karegi

Priya : 🥺🥺

Vanya : mujhe bhi nahi lagta mishka didi kuch galat karegi wo to bohot achii hai

Shourya ( mishu ko leke waha aata hai ) : sahi kaha tumne vanya mishu ne kuch nahi kiya

Mishka ( aaru ke pass jati hai ) : I am really sorry mene meri behen ke sath essa kiya but mujhe sach me nahi pata tha ki dev aur uske papa...

Aarohi : koiy baat nahi didi aab to sab thik ho gaya na aab aap sorry mat bolo bs ansh jaldi se thik ho jaye

Mishka : wo bhi jaldi thik ho jaega aaru

( Thodi hi der me sab ghar per aa jate hai )

Aarohi : mumma ansh...

Reyana : usse abhi tak hosh nahi aaya ishu uske sath ruka hai

Aarohi : 🥺🥺

Ruhan ( Seeing mishu, he starts running toward her ) : didiii...

Reyansh ( usko rok leta hai )

Ruhan : choro ...gande chachu

Reyansh : humne tumhe kidnapped kiya hai ghumne nahi leke aaye

Ruhan : to ghumne leke chalo na

Reyansh ( sign to his man )

His man : chalo beta me leke chalta hu

Ruhan : okiee 😗

( Phir wo usko andar room me leke chala jata hai )

Aarohi : bhabhi aap chaliye hamare sath so jaiye

Naina : hmm 🥺

Reyansh : suno aathrav waha hospital me dhyan rakhna

Aathrav : ishu haina wo waha sab sambhal lega don't worry bhai aap so jaiye

Reyansh : nind to nahi aaegi phir bhi Jana padega

At hospital

Nurse ( to Ishan ) : sir kya me ghar Jaa sakti hu wo late ho gaya hai to

Ishan : haa haa tum jao me yaha hu ansh ke sath

Nurse : okay sir

Aaditya : me to kehta hu tum bhi jao ishu thoda aram karlo

Ishan : nahi me yaha thik hu

Aaditya : esse kese tum bhi subhe se pareshan ho rahe ho thak nahi gaye

Ishan : nahi aapko ghar jana hoga na aap jaiye

Aaditya : nahi mujhe ek kaam hai to me yaha per hi rukunga

Ishan : okayy

Aaditya ( in mind ) : ye to yaha se jaega hi nahi aab kya karu

Ishan : kya hua apko Jana nahi hai ?

Aaditya : jaa raha hu beta ( waha se chala jata hai )

Ishan : me to ansh bhai ko chor ke kahi nahi Jane wala

Other side

Man ( jo dusri side se tha ) : sir wo ladka jo ansh sir per goli chalane gaya tha usko bhi goli lag gaiy hai

🗣️ : ansh mar gaya ?

Man : nahi sir wo coma me hai

🗣️ : konsi hospital me ?

Man : aaditya sir ki hospital me

🗣️ ( Smirks ) : thik hai

Man : to sir wo ladke ka kya karna hai ?

🗣️ : usse maar do usse zinda rakhenge to wo sab sach sach bol dega

Man : okay sir ( left )

🗣️ : aab me khud hi ansh ko maar dunga kisi per bharosa karne jesa nahi hai

TBC