Main Apna Naam Jaanta Hoon, Khud Ko Nahin
میرا نام علی رضا ہے ہمارے حبیبؐ نے سکھایا پہلے محبت کرنا حقیقی محبت وہ ہے جس میں ہم اپنے رب سے محبت کرتے ہیں اور دنیا کو پتا نہیں حقیقی محبت کیا ہے میں جانتا ہوں کہ میرا نام علی رضا ہے پھر بھی میں نہیں جانتا کہ میں کون ہوں اس دنیا میں سب لوگ وہیں میں جی رہے ہیں لیکن تُو علی رضا روحانی وجد کی طرف آ رضا دنیا کی خوبصورتی سے دھوکا نہ کھا اپنے محبوب کے پاس آ کہ اُن کے پاس تیرے لیے ابدی فضل اور حسن ہے۔ اے عاشقو! اپنے گھر کے کاموں کو نظرانداز مت کرو جب تم اپنے گھر صاف کرتے ہو جیسے اپنے محبوب اور مہمانوں کے انتظار میں ہو تو اللہ تمہارے دل و جان کو بھی پاک کرے گا۔ اور تمہیں اپنے محبوب کے انتظار میں لگا دے گا میں نے خدا سے دعوت مانگی تھی مگر بدلے میں میرا دل ٹوٹ گیا میری آنکھوں سے ایک آنسو گرا مگر میرا دل جل رہا تھا لیکن میں اپنے رب کے ذکر کی طرف لوٹ آیا اور اپنے محبوب کی حسین تخلیق کو دیکھ کر کیفِ روحانی میں ڈوب گیا۔
Mera naam Ali Raza hai , hamare habib ne sikhaya pehle mohabbat karna , haqeeqi mohabbat woh hai jis mein hum apne rab se mohabbat karte hain, aur duniya ko pata nahin haqeeqi mohabbat kya hai .Mein jaanta hun ke mera naam Ali Raza hai phir bhi main nahin jaanta ke main kaun hun. Iss duniya mein sab log wahan mein jee rahe hain lekin tu Ali Raza roohni wajd ki taraf aa.Raza Dunya ki khubsurti se dhoka na kha , apne mehboob ke paas aa ke un ke paas tere liye abadi fazal aur husn hai ,Ai aashiqo apne ghar ke kaamon ko nazarandaaz mat karo . Jab tum apne ghar ko saaf karte ho , jaise apne mehboob aur mehmaanon ke intezaar mein ho ,to allah tumhare dil o jaan ko bhi paak karega aur tumhein apne mehboob ke intezaar mein laga dega. Main ne khuda se da'wat maangi thi , magar badlay mein mera dil toot gaya. Meri aankhon se aik aansu gira, magar mera dil jal raha tha lekin main apne rab ke zikr ki taraf laut aaya aur apne mehboob ki haseen takhleeq ko dekh kar , kaif-e-roohani mein doob gaya.
My name is Ali Raza , our beloved taught us how to love first. True love is that in which we love our lord and the world does not know what true love is. I know my name is Ali Raza yet I still do not know who I am. Everyone in this world is living in illusion but you Ali Raza come towards spiritual ecstasy. Raza do not be deceived by the beauties of this world but come to your beloved for he has eternal grace and beauty for you. O lovers do not neglect your household duties when you purify your home as if waiting for your beloved and guests, God will also purify your heart and soul and set you in readiness for your beloved. I asked God for an invitation but instead my heart was broken. My eyes shed a tear but my heart was burning. But I turned to the remembrance of my lord and fell into spiritual ecstasy/ spiritual state while gazing upon my beloved's beautiful creation.
Masha Allah Allahumabarik
A very beautiful piece
Masha Allah, IT's beautiful. Keep it up!